bachpan
Wo bhi
kya din the........
Mummy ki goad aur Papa ke kandhe
Na padhai ki soch,na life ke fande
Na kaal ki chinta,na future ke sapne
Ab kaal ki hai fikar,aur adhure hai sapne
Mudh kar dekha to bahoot dur hai apne
Manzilon ko dhunte hum kaha kho gaye
Kyun hum itna jaldi bade ho gaye.............